Home / Filmi Patriotic Songs, Hemant Kumar, Hindi Song Lyrics / Insaaf ki dagar pe bachcho dikhao chal ke

Insaaf ki dagar pe bachcho dikhao chal ke

by admin on July 7, 2010



Go to Hindi transcription | English PDF | Hindi PDF

Insaaf ki dagar pe
Bachcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke

Insaaf ki dagar pe
Bachcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke

Duniya ke rang sehna
Aur kutch na muh se kehna
Duniya ke rang sehna
Aur kutch na muh se kehna
Sachchaion ke bal pe
Aage ko badhte rehna
Sachchaion ke bal pe
Aage ko badhte rehna
Rakhdoge ek din tum
Sansaar ko badal ke
Rakhdoge ek din tum
Sansaar ko badal ke

Insaaf ki dagar pe
Bachcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke

Apne ho yaan paraaye
Sabke liya ho nyaaye
Apne ho yaan paraaye
Sabke liya ho nyaaye
Dikho kadam tumhara
Harghiz na dagmagai
Dikho kadam tumhara
Harghiz na dagmagai
Raste bade kathin hain
Chalna sambhal sambhal ke
Raste bade kathin hain
Chalna sambhal sambhal ke

Insaaf ki dagar pe
Bachcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke

Insaaniyat ke sar pe
Izzat ka taaz rakhna
Insaaniyat ke sar pe
Izzat ka taaz rakhna
Tanman ki bhaint dekar
Bharat ki laaj rakhna
Tanman ki bhaint dekar
Bharat ki laaj rakhna
Jeevan naya milega
Antim chita mein jalk
Jeevan naya milega
Antim chita mein jalk

Insaaf ki dagar pe
Bachcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke

Insaaf ki dagar pe
Bachcho dikhao chal ke
Ye desh hai tumhara
Neta tumhi ho kal ke

इन्साफ की डगर पे बच्चो दिखाओ चल के

इन्साफ की डगर पे
बच्चो दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के

इन्साफ की डगर पे
बच्चो दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के

दुनिया के रंग सहना
और कुच्छ न मुंह से कहना
दुनिया के रंग सहना
और कुच्छ न मुंह से कहना
सच्चाइयों के बल पे
आगे को बढ़ते रहना
सच्चाइयों के बल पे
आगे को बढ़ते रहना
रखदोगे एक दिन तुम
संसार को बदल के
रखदोगे एक दिन तुम
संसार को बदल के

इन्साफ की डगर पे
बच्चो दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के

अपने हों यां पराये
सबके लिए हो न्याय
अपने हों यां पराये
सबके लिए हो न्याय
देखो कदम तुम्हारा
हरगिज़ न डगमगाए
देखो कदम तुम्हारा
हरगिज़ न डगमगाए
रस्ते बड़े कठिन हैं
चलना संभल संभल के
रस्ते बड़े कठिन हैं
चलना संभल संभल के

इन्साफ की डगर पे
बच्चो दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के

इंसानियत के सर पे
इज्ज़त का ताज रखना
इंसानियत के सर पे
इज्ज़त का ताज रखना
तनमन की भेंट देकर
भारत की लाज रखना
तनमन की भेंट देकर
भारत की लाज रखना
जीवन नया मिलेगा
अंतिम चिता में जल के
जीवन नया मिलेगा
अंतिम चिता में जल के

इन्साफ की डगर पे
बच्चो दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के

इन्साफ की डगर पे
बच्चो दिखाओ चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के

Related posts

  • No Related Post

Previous post:

Next post: