Home / Gulzar, Hindi Song Lyrics, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, RD Burman / Is mode se jaatey hain

Is mode se jaatey hain

by admin on July 9, 2010



Go to Hindi transcription | English PDF | Hindi PDF

Aaaa……..

Is mod se jaate hain

Is mod se jaate hain
Kuchh sust qadam raste
Kuchh tez qadam raahein
Is mod se jaate hain
Kuchh sust qadam raste
Kuchh tez qadam raahein

Patthar ki haveli ko
Shishe ke gharaundo mein
Tinkon ke nasheman tak
Is mod se jaate hain

Aaaa is mod se jaate hain

Aandhi ki tarhan ud kar
Ik raah guzarti hai
Aandhi ki tarhan ud kar
Ik raah guzarti hai
Sharmaati hui koyi
Kadmo se utarti hai
In reshmi raahon mein
Ik raah to wo hogi
Tum tak jo pahonchti hai
Is mod se jaati hai

Is mod se jaate hain

Ik door se aati hai
Paas aake palatati hai
Ik door se aati hai
Paas aake palatati hai
Ik raah akeli si
Rukti hai na chalti hai
Ye soch ke baithhi hun
Ik raah to woh hogi
Tum tak jo pahonchti hai
Is mod se jaati hai

Is mod se jaate hain
Kuchh sust kadam raste
Kuchh tez kadam raahein
Patthar ki haveli ko
Shishe ke gharaundo mein
Tinkon ke nasheman tak
Is mod se jaate hain

Aaaa is mod se jaate hain

इस मोड़ से जाते हैं

आआआआ …

इस मोड़ से जाते हैं

इस मोड़ से जाते हैं
कुछ सुस्त क़दम रस्ते
कुछ तेज़ क़दम राहें
इस मोड़ से जाते हैं
कुछ सुस्त क़दम रस्ते
कुछ तेज़ क़दम राहें

पत्थर की हवेली को
शीशे के घरौंदों में
तिनकों के नशेमन तक
इस मोड़ से जाते हैं

आआअ इस मोड़ से जाते हैं

आंधी की तरहां उड़ कर
इक राह गुज़रती है
आंधी की तरहां उड़ कर
इक राह गुज़रती है
शर्माती हुई कोई
कदमो से उतरती है
इन रेशमी राहों में
इक राह तो वो होगी
तुम तक जो पहोंचती है
इस मोड़ से जाती है

इस मोड़ से जाते हैं

इक दूर से आती है
पास आके पलटती है
इक दूर से आती है
पास आके पलटती है
इक राह अकेली सी
रूकती है न चलती है
ये सोच के बैठी हूँ
इक राह तो वोह होगी
तुम तक जो पहोंचती है
इस मोड़ से जाती है

इस मोड़ से जाते हैं
कुछ सुस्त कदम रस्ते
कुछ तेज़ कदम राहें
पत्थर की हवेली को
शीशे के घरौंदों में
तिनकों के नशेमन तक
इस मोड़ से जाते हैं

आआअ इस मोड़ से जाते हैं

Related posts

Previous post:

Next post: